Anjuman e Dar e Fatima s.a (vfdf e.v) ki janib se tamam momineen o mominaat ko ittila di jati hai ke Muharram Ashra 2026 ke silsile mein rozana majalis ka intezam kiya gaya hai, jo 1st Muharram se 12th Muharram tak barpa hongi.
Khitabat: Maulana Zakir Hussain sahab
Matamdari: Anjuman e Dar e Fatima
Rozana Program:
7:00 PM – Hadith e Kisa
7:15 PM – Soz o Marsiya
8:00 PM – Khitabat
Khawateen ke liye mukammal parday ka intezam maujood hai.
📍 : Solinger Str. 1, 51103 Köln, Germany
📞 : Ali Hasnain – 01590 1667583
Tamam momineen o mominaat se guzarish hai ke bar waqt tashreef la kar majalis e Aza e Imam Hussain a.s mein shirkat karein, aur Bibi Fatima s.a ki khidmat mein unke bete Imam Hussain a.s ka pursa pesh kar ke apni aqeedat ka izhar karein.
Add a review